Table of Contents
“Zindagi Ke Safar Mein Gujar Jaate Hai” is a poignant and soul-stirring song from the movie “Aap Ki Kasam” released in 1974. The legendary Kishore Kumar lends his captivating voice to this emotional melody, while the evocative lyrics are penned by Anand Bakshi. Composed by the talented R.D. Burman, the song beautifully expresses the journey of life, reflecting on the moments that pass by in the course of time.
Featuring the charismatic Rajesh Khanna and the enchanting Mumtaz, the song adds a touch of cinematic brilliance to its heartfelt lyrics. With its timeless appeal, “Zindagi Ke Safar Mein Gujar Jaate Hai” remains an evergreen classic, touching the hearts of listeners across generations.
Song Title | Zindagi Ke Safar Mein Gujar Jaate Hai |
---|---|
Movie | Aap Ki Kasam |
Singer | Kishore Kumar |
Lyrics | Anand Bakshi |
Music | R.D. Burman |
Starring | Rajesh Khanna, Mumtaz |
Year | 1974 |
Zindagi Ke Safar Mein Gujar Jaate Hai Lyrics in English
Zindagi ke safar mein
Guzar jaate hain jo makaam
Woh phir nahi aate
Woh phir nahi aateZindagi ke safar mein
Guzar jaate hain jo makaam
Woh phir nahi aate
Woh phir nahi aatePhool khilte hain, log milte hain
Phool khilte hain, log milte hain magar
Patjhad mein jo phool murjha jaate hain
Woh baharon ke aane se khilte nahi
Kuchh log ek roz jo bichhad jaate hain
Woh hazaron ke aane se milte nahiUmra bhar chaahe koyi
Pukara kare unaka naam
Woh phir nahi aate
Woh phir nahi aateAnkh dhokha hai, kya bharosa hai
Ankh dhokha hai, kya bharosa hai suno
Doston shaq dosti ka dushman hai
Apne dil mein ise ghar banane na do
Kal tadapna pade yaad mein jinki
Rok lo rooth kar unko jaane na doBaad mein pyar ke
Chaahe bhejo hazaron salam Woh phir nahi aate
Woh phir nahi aateSubah aati hai, raat jaati hai
Subah aati hai, raat jaati hai yoon hi
Waqt chalta hi rehta hai rukta nahi
Ek pal mein yeh aage nikal jaata hai
Aadmi theek se dekh paata nahi
Aur parde pe manzar badal jaata haiEk baar chale jaate hain
Jo din-raat, subah-shaam
Woh woh phir nahi aate
Woh phir nahi aate
Zindagi ke safar mein
Guzar jaate hain jo makaam
Woh phir nahi aate
Woh phir nahi aate
Zindagi Ke Safar Mein Gujar Jaate Hai Music Video
Zindagi Ke Safar Mein Gujar Jaate Hai Lyrics in Hindi
ज़िन्दगी के सफ़र में गुज़र जाते हैं जो मकाम
वो फिर नहीं आते वो फिर नहीं आते
ज़िन्दगी के सफ़र में गुज़र जाते हैं जो मकाम
वो फिर नहीं आते वो फिर नहीं आते
फूल खिलते हैं लोग मिलते हैं
फूल खिलते हैं लोग मिलते हैं मगर
पतझड़ में जो फूल मुरझा जाते हैं
वो बहारों के आने से खिलते नहीं
कुछ लोग एक रोज़ जो बिछड़ जाते हैं
वो हजारों के आने से मिलते नहीं
उम्र भर चाहे कोई पुकारा करे उनका नाम
वो फिर नहीं आते वो फिर नहीं आते
आँख धोखा है क्या भरोसा है
आँख धोखा है क्या भरोसा है सुनो
दोस्तों शक दोस्ती का दुश्मन है
अपने दिल में इसे घर बनाने न दो
कल तड़पना पड़े याद में जिनकी
रोक लो रूठ कर उनको जाने न दो
बाद में प्यार के चाहे भेजो हजारों सलाम
वो फिर नहीं आते वो फिर नहीं आते
सुबहो आती है रात जाती है
सुबहो आती है रात जाती है यूँ ही
वक़्त चलता ही रहता है रुकता नहीं
एक पल में ये आगे निकल जाता है
आदमी ठीक से देख पाता नहीं
और परदे पे मंज़र बदल जाता है
एक बार चले जाते हैं जो दिन रात सुबहो शाम
वो वो फिर नहीं आते वो फिर नहीं आते
ज़िन्दगी के सफ़र में गुज़र जाते हैं जो मकाम
वो फिर नहीं आते वो फिर नहीं आते
Gulabi Aankhen Lyrics | गुलाबी आँखे Lyrics
The song lyrics provided on the Hindustani Taal website are for personal and educational purposes only. While we strive to ensure the accuracy and correctness of the lyrics, there may be instances of typographical errors or inaccuracies. The lyrics on this website are transcribed to the best of our abilities from various sources, and we do not claim ownership or authorship of the original lyrics.
It is important to note that song lyrics may be subject to copyright protection, and any unauthorized use, reproduction, or distribution of copyrighted lyrics is prohibited by law. Users are advised to use the lyrics for personal enjoyment, reference, or educational purposes only and not for any commercial or public use.
O Mere Dil Ke Chain Lyrics | ओ मेरे दिल के चैन Lyrics