Table of Contents
Bassick’s “Why” stands as a profound exploration of the artist’s deep-rooted connection with hip-hop. This track, both written and performed by Bassick, carries the distinctive touch of the genre’s expressive nature. The music production, skillfully handled by Karan Kanchan and Bhavya Nisar, adds layers of emotion to the lyrical narrative.
Track Name | Why |
Written & Performed By | Bassick |
Music Produced By | Karan Kanchan, Bhavya Nisar |
Genre | Hip Hop |
Sub-Genre | Rap |
Why Lyrics
Why Why Do I Do This Hip Hop Shit
Why Why Do I Have To Be More Sane
Why Why Should I Focus On False Aims
Why Why
Taaki Khol Sakoon Nazre Main Unki
Jo Bhool Gaye Dekhna Sunna
Bhul Ke Tolna Bol Ko Hi Bhool Gaye
Awaaz Banu Unki Main Jinki Sunta Koi Nahi
Aur Jo Pankhon Pe Jhool Gaye
Jo Dabi Woh Awaaz Uthegi
Har Panne Pe Bhar Doon Kalam Ki Neki
Dharti Pe Hai Karte Jo Ann Ki Kheti
Dhamki De Ke Unki Hi Jaane Le Li
Toh Kaise Na Bolun Main
Woh Baatein Jo Samajh Na Aate
Par Samjhana Chaahte
Ye Panga Ladaaten Par Hum Na Ruk Paate
Main Lafzon Ke Chaaton Se Maarun
Toh Kaise Na Phailoon Main Haan
Toh Kaise Chup Reh Loon Main Yeah
Kyun Hoon Karta Main Baatein Bhagwaan Se
Kyun Hataash Hoke Baitha Insaan Se
Kyun Hai Zindagi Deti Saza Ye
Kyun Kyun
Samjhe Ye Log Kyun Rape Ke Victim Ko Gunehgaar
Gunah Karne Waale Ghoome Bech Ke System Ko
Jis Aatma Ki Hui Hai Hatya Koi Ussey Toh Puchho
Ki Swarg Mein Ya Narak Mein Ho
Koi Bacchii Na Chahegi
Uske Badan Ko Noch Khaye Aankhein Meech
Woh Kasame Bhi Khayegi Tabh Bhi Woh Bhula Na Payegi
Gayi Aankhein Bheeg
Bolun Main Yeh Bhagwaan Se Ki Bhai Aisi Baaton Ko
Logo Tak Pahuchaye Meri Voice
Khoja Rap Ka Jo Zarra Zarra Zariya Bana Hip Hop
Ab Bachaunga Main Lives
Aaj Ke Baad Koi Poochhega Nahi Ki
Hip Hop Kyun Karta Kisi Ko Sujhega Nahi
Main Barbaad Karun Bediyaan Jo Lagi Thi Bhai Main
Barbaad Karun Bhediyo Ki Negative Vibe Haan
Kyun Yeh Rap Wap Songs
Kyun Rakhna Hain Music Mein Shauk
Hai Jab Tujhe Paisa Toh Dekh Le
Business Phekde Yeh Sab Faaltu Ke Kaam
Kya Kar Lega Passion Follow Karke
Pait Bhar Le Ga Rap Ke Maala Japp Ke
Na Teri Koi Back Story
Na Tu Ne Gareebi Jheli
Na Koi Sad Story Phir Kyun
Thama Hip Hop Ki Dori Kya Hai Teri
Iske Pichhe Ki Theory Phir Kyun Kori
Kagazon Pe Likhe Tu Story
Bikte Jodi Do Ki Kaudi Gin Ke Bori
Seekhte Kyun Nahi Badon Se Ki Khulenge Dur Nahi
Sunenge Log Nhi Kar Jo Bhi Machega Shor Nahi
Padega Zor Nahi Yeh Tera Zone Nahi Chale Ja Dur Kahi
Maare Taanawaana Janma Na Jaane Ko Jaanamaana
Bann Ke Jaana Janmon Tak Jaanega Mujhe Zamana Paane Do
Jab Barsaati Hai Saraswati Maata Ye Kala Toh Dekhti Nahi
Ki Lakshmi Kam Ya Zyada Ho
Hai Passion Meri Rap Karne Mein
Chaahe Kitne Din Bhi Lage Paane Mein Har Seerdi
Haan Maana Maine Jheli Na Gareebi
Par Jo Rishte Kadwe Phir Kaahe Ki Ameeri
Na Meri Koi Sad Story
Ghao Chhipe Hai Dil Mein Par Kaid Woh Nahi
Chal Hakeem Hi Banja Dheela Manjha
Baaton Ka Teri Toh Kyun
Main Sunnu Tu Koi Judge Nahi
Kilo Bas Do Dhai Ki Kitaab Kare Judge
Oh My Bhaari Bohot Hai Yeh Kitaab Kyonki Panne Bhot
Bhaari Hoti Na Kitaab Apne Page Ke Weight Se
Jo Hai Likha Pehle Lavs Tol Bhai
Mann Shaant Na Hai Mera
Dil Saaf Tann Kanpta Hai
Mera Agar Kiya Naa Wrong Prove Inhe
Bina Song Bhule Main Kaise Face Karunga Camera
Bin Bole Yeh Hoth Hai Sookh Jaate
Aur Bolun Kisi Se Toh Baatein Banaate
Toh Rakhta Mai Mann Ke Hi Andar Ye Baatein
Aur Jazbaat Itne Gehre Lavs Hi Doob Jaate
Phir Ro Ro Ke Thoda Main Siska
Dho Ta Hai Wohi Hai Bojh Hota Jiska
Kon Hota Kiska Kya Hote Rishte Aur
Kyun Dhan Ke Aage Yeh Imaan Hai Bikta
Main Thoda Hoon Likhta Aur Thoda Main Rakhta
Kyonki Thodi Baatein Khud Se Bhi Karta
Roti Maa Ke Jaisi Kyon Koi Nahi Sekta
Aur Roti Dusre Ki Har Koi Kyun Chheenta
Jala Doon Chitta Aise Mai Prashno Ki Likhta
Panno Pe Tab Kadwaahat Bhasam Hoti
Bayaan Karun Sare Jazbaat Jab Rap Mein
Tab Hai Jaake Meri Raaton Ki Neend
Poora Poora Milta Duniya Se Dard
Aadha Aadha Baatu Verson Mein Isko Bhai
Saari Baatein Mann Mein Ghumein Jaise Disco
Dhoonde Raste Gps Bolo Isko Bhai
Saare Jaanenge Yeh Baat Kare Tez Tez
Khada Backstage Par Hai Naam Front Page Pe
Hai Paisa Bhi Kamana Karke Real Talk
Zuba Pe Ho Sabke Naam Ek Hi Bassick
Kahe Ki Bezzati Geeta Puran
Quran Ek Hi Page Pe Kyun Na Shaheed Ke Paisa Hai
Neta Ke Ghar Mercy D Kyun Gate Pe Baap
Karta Kaam Paseene Ko Seench
Beta Kyun Tunn Nashe Karke 20 Mein Main Chaalun Kardun
Bolna Ye Stage Pe Kyun Rongte Khade Ho Jaate Hai Desh Ke
Ha Tabhi Karna Chahta Rap Taaki State Karun Fact
Saare Seena Ye Jala Toh Tapi Teer Aim Bhedh Maare
Kalaawa Chada Jo Kalam Pe Kala Ka Kagazi Dhamaaka
Siyahi Mila Di Khoon Mein Toh Game Jeet Maare
Thats Why Thats Why
I Do This Hip Hop Shit
Thats Why Thats Why
I Dont Ever Have To Be More Sane
Thats Why Thats Why
I Dont Have To Focus On False Aims
Thats Why Thats Why
Chale Zor Lyrics | Bassick | Hustle 3
Scream Lyrics | Bassick | MTV Hustle 3
Ameeri Lyrics | Mrunal Shankar | Hustle 3
Street Celebrity Lyrics | Kayden Sharma | Hustle 3
Dream Girl Lyrics | Badal | Hustle 3
Albela Sajan Lyrics | Mrunal Shankar | Hustle 3
Chhatrapti Lyrics | Meetoride | Hustle 3
Amravati Potta Lyrics | 100RBH | Hustle 3
Nahi Mama Lyrics | Vijay Dada | Hustle 3
Disclaimer
The song Why Lyrics provided on the Hindustani Taal website is for personal and educational purposes only. While we strive to ensure the accuracy and correctness of the lyrics, there may be instances of typographical errors or inaccuracies. Why Lyrics on this website are transcribed to the best of our abilities from various sources, and we do not claim ownership or authorship of the original Why Lyrics
It is important to note that Why Lyrics may be subject to copyright protection, and any unauthorized use, reproduction, or distribution of copyrighted lyrics is prohibited by law. Users are advised to use the lyrics for personal enjoyment, reference, or educational purposes only and not for any commercial or public use
Why Lyrics FAQs
Who is the artist behind the track “Why”?
The artist behind “Why” is Bassick.
Who are the music producers for the song?
“Why” is skillfully produced by Karan Kanchan and Bhavya Nisar.
In which genre does “Why” fall?
The track falls under the genre of Hip Hop.