Skip to content

Deewane Hain Deewanon Ko Lyrics | दीवाने हैं दीवानों को न घर चाहिए

Deewane Hain Deewanon Ko Lyrics

“Deewane Hain Deewanon Ko,” a timeless composition from the movie “Zanjeer.” The musical magic is woven by the talented duo Anandji Virji Shah and Kalyanji Virji Shah, who serve as the music directors. The iconic voices of Lata Mangeshkar and Mohammed Rafi bring this song to life, creating a harmonious blend of emotions. The poetic depth is courtesy of lyricist Gulshan Bawra, adding a lyrical richness to the soundtrack.

Details:

SongDeewane Hain Deewanon Ko
MovieZanjeer
Music Director(s)Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Singer(s)Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lyricist(s)Gulshan Bawra

Deewane Hain Deewanon Ko Lyrics

आप के दिल में जो थोड़ी-सी जगह मिल जाए
अपने अरमानों की बेताब कली खिल जाए

दीवाने हैं, दीवानों को न घर चाहिए, न दर चाहिए
मुहब्बत भरी इक नज़र चाहिए, नज़र चाहिए
जवानी में जवानी के सहारे हो जवाँ, मेरे मेहरबाँ
मुझे तू ही तू हमसफ़र चाहिए, हमसफ़र चाहिए
दीवाने हैं, दीवानों को न घर चाहिए, न दर चाहिए
मुहब्बत भरी इक नज़र चाहिए, नज़र चाहिए

है सर पे हमारे खुला आसमाँ, खुला आसमाँ
हमारे लिए है यही आशियाँ, यही आशियाँ
बिना प्यार के ज़िन्दगी कुछ नहीं
जहाँ प्यार है, हर ख़ुशी है वहीं
हो फूलों भरी चाहे, चाहे काँटों भरी
चले जिस पे तू, वो डगर चाहिए, डगर चाहिए
दीवाने हैं, दीवानों को न घर चाहिए, न दर चाहिए
मुहब्बत भरी इक नज़र चाहिए, नज़र चाहिए
जवानी में जवानी के सहारे हो जवाँ, मेरे मेहरबाँ
मुझे तू ही तू हमसफ़र चाहिए, हमसफ़र चाहिए

निगाहों में ऐसे इशारे हुए, इशारे हुए
के दिल ने कहा, हम तुम्हारे हुए, तुम्हारे हुए
नज़र बन गई है ज़ुबाँ प्यार में
मज़ा आ गया जीत का हार में
मिलेगा वही माँगोगे जो दिलदार से, मगर प्यार से
दुआओं में अपनी असर चाहिए
दीवाने हैं, दीवानों को न घर चाहिए, न दर चाहिए
मुहब्बत भरी इक नज़र चाहिए, नज़र चाहिए
जवानी में जवानी के सहारे हो जवाँ, मेरे मेहरबाँ
मुझे तू ही तू हमसफ़र चाहिए, हमसफ़र चाहिए

Deewane Hain Deewanon Ko Lyrics in English

Aap Ke Dil Mein Jo Thodi-Si Jagah Mil Jaaye
Apne Armaanon Ki Betaab Kali Khil Jaaye

Deewane Hain, Deewanon Ko Na Ghar Chahiye, Na Dar Chahiye
Mohabbat Bhari Ek Nazar Chahiye, Nazar Chahiye
Jawaani Mein Jawaani Ke Sahaare Ho Jawaan, Mere Meharbaan
Mujhe Tu Hi Tu Hamsafar Chahiye, Hamsafar Chahiye
Deewane Hain, Deewanon Ko Na Ghar Chahiye, Na Dar Chahiye
Mohabbat Bhari Ek Nazar Chahiye, Nazar Chahiye

Hai Sar Pe Hamare Khula Aasman, Khula Aasman
Hamare Liye Hai Yehi Aashiyan, Yehi Aashiyan
Bina Pyaar Ke Zindagi Kuch Nahi
Jahaan Pyaar Hai, Har Khushi Hai Wahi
Ho Phoolon Bhari Chahe, Chahe Kaanton Bhari
Chale Jis Pe Tu, Woh Dagar Chahiye, Dagar Chahiye
Deewane Hain, Deewanon Ko Na Ghar Chahiye, Na Dar Chahiye
Mohabbat Bhari Ek Nazar Chahiye, Nazar Chahiye
Jawaani Mein Jawaani Ke Sahaare Ho Jawaan, Mere Meharbaan
Mujhe Tu Hi Tu Hamsafar Chahiye, Hamsafar Chahiye

Nigahon Mein Aise Ishaare Hue, Ishaare Hue
Ke Dil Ne Kaha, Hum Tumhare Hue, Tumhare Hue
Nazar Ban Gayi Hai Zubaan Pyaar Mein
Maza Aa Gaya Jeet Ka Haar Mein
Milega Wahi Maangoge Jo Dildar Se, Magar Pyaar Se
Duaon Mein Apni Asar Chahiye
Deewane Hain, Deewanon Ko Na Ghar Chahiye, Na Dar Chahiye
Mohabbat Bhari Ek Nazar Chahiye, Nazar Chahiye
Jawaani Mein Jawaani Ke Sahaare Ho Jawaan, Mere Meharbaan
Mujhe Tu Hi Tu Hamsafar Chahiye, Hamsafar Chahiye

Kora Kagaz Tha Yeh Man Mera Lyrics | कोरा कागज था ये मन मेरा Lyrics

Ek Ladki Bheegi Bhaagi Si Lyrics | एक लड़की भीगी भागी सी

Tu Tu Hai Wahi Lyrics | तू तू है वही Lyrics

Bheegi Bheegi Raaton Mein Lyrics | भीगी भीगी रातों में

Humen Tumse Pyar Kitna Lyrics |हमें तुमसे प्यार कितना

Disclaimer:

The song Deewane Hain Deewanon Ko Lyrics provided on the Hindustani Taal website is for personal and educational purposes only. While we strive to ensure the accuracy and correctness of the lyrics, there may be instances of typographical errors or inaccuracies. Deewane Hain Deewanon Ko Lyrics on this website are transcribed to the best of our abilities from various sources, and we do not claim ownership or authorship of the original Deewane Hain Deewanon Ko Lyrics

It is important to note that the song Deewane Hain Deewanon Ko Lyrics may be subject to copyright protection, and any unauthorized use, reproduction, or distribution of copyrighted lyrics is prohibited by law. Users are advised to use the lyrics for personal enjoyment, reference, or educational purposes only and not for any commercial or public use.

Deewane Hain Deewanon Ko Lyrics FAQs

What is the title of the song, and which movie does it belong to?

The song is titled “Deewane Hain Deewanon Ko,” and it is from the movie “Zanjeer.”

Who are the featured singers in the song?

The song features the legendary voices of Lata Mangeshkar and Mohammed Rafi.

Who composed the music for “Deewane Hain Deewanon Ko”?

The musical composition is the creative work of Anandji Virji Shah and Kalyanji Virji Shah.